GHAZAL
Ik Mahboob Ik Din Apne Mehboob ko Yaad Karta Hai. Aur Apne Ache Time Ko Yaad KArta Hain, Aur End Py Bolta Hain Ke Shayad Meri Bhi Utni Hi Glti Hai Jtni Ke Mere Mehboob ki.
Aj Bahaar Main Khazaan Aii Hain
Phir Se Us Ki Yaad Aii Hain'''''''''''''
Jb Bhi Yaad Karty Hain, Unko' ' ' ' ' ' ' ' ' ' ' ' '
Na-Jane Kayun Humari Ankh Bahr Aii Hain
Kabi Tha, Hum Par Bhi Bahaar Ka Saawan
Ye Khazaan, Tu Bus Abi Abi Aii Hain. ' ' ' '
Hum Rooty, Tu Nahi Unki Yaad Main ' ' ' ' ' ' '
Bus Muskara Dyty Hain, Ju Khushi Aii Hain.
Ik Zamana Tha, Jb Sath The, Hum Bhi ' ' ' ' ' ' ''
Ye Judae, Tu Bus Chand Gahri Ki Hi Aii Hain
Shayd Wo Be-Wafa The, GHANI Ye Tang Nazar Hum
Ye Nafrat Darmayan Warna Thuri Aii Hain ' ' ' ' ' ' ' ' ' ' '
(MUHAMMAD USMAN GHANI)